Tekst piosenki
Tum meri saanso mein rehti ho
Bolo main kya karoon
Tum meri aankhon mein rehti ho
Bolo main kya karoon
Kya karoon
Tum meri sochoun par baithi ho
Bolo main kya karoon
Tum mere honton pe hasti ho
Bolo main kya karoon
Koi kaise ho jata hai beqarar
Diya jaley aa jata hai aitbaar
Har pal lagay woh karta hai intezaar
Dil par jale na hota hai ikhtiyaar
Yeh meri seenay ki dharkanain
Tum se main kya kahoon
Yeh meri solvji se uljhanain
Tum se main kya kahoon
Koi kaise ho jata hai beqarar
Diya jaley aa jata hai aitbaar
Har pal lagay woh karta hai intezaar
Dil par jale na hota hai ikhtiyaar
Yeh diya jalta rahe
Yeh kabhi bhi bujh na sake
Duniya meri ab tum se hai
Tum se hai, duniya meri
------ (guitar solo)
Yeh meri hain ajab khwahishain
Tum se main kya kahoon
Yeh meri tanha se mehfilain
Tum se main kya kahoon
Koi kaise ho jata hai beqarar
Diya jaley aa jata hai aitbaar
Har pal lagay woh karta hai intezaar
Dil par jale na hota hai ikhtiyaar






